Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChhalia (1960)
HomeChhalia (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho ho ho ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar aayi bahaar kar ke solaah singaar aayi bahaar kar ke solaah singaar laaya kursheed dekho kirnon ke haar hawaa hai beqarar phoolon se baar baar karti hai pyaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar thehro huzoor aisi jaldi hai kya thehro huzoor aisi jaldi hai kya udte hain aap jaise chanchal hawaa ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar
chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam dekho logo zara to socho bani kahani kaise kahin pe khushiyan kahin pe ghum hain kyun hota hai aise kyun hota hai aise wah re tere kaam kahin subah kahin shaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam rok rahe hain raahen meri naina tikhe tikhe hum to khaali baat ke rasiya ishq nahin hum seekhe ishq nahin hum seekhe jahaan bhi dekha kaam karta wahi salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam main hoon gareebon ka shehzada jo maango wo de dun shehzade talwaar se khelen main ashkon se khelun main ashkon se khelun mehnat mera kaam dena uska kaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia
dum dum diga diga mausam bhiga bhiga dum dum diga diga mausam bhiga bhiga bin piye main to gira main to gira main to gira haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah dum dum diga diga mausam bhiga bhiga bin piye main to gira main to gira main to gira haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah teri ada wah wah kya baat hai haai teri ada are teri ada wah wah kya baat hai ankhiyan jhuki jhuki baaten ruki ruki ankhiyan jhuki jhuki baaten ruki ruki dekho koi re aaj lut gaya haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah dum dum diga diga mausam bhiga bhiga bin piye main to gira main to gira main to gira haai allah surat aap ki subhan allah haai allah surat aap ki subhan allah sanam hum maana garib hain haai sanam hum aeji sanam hum maana garib hain nasiba khota sahi banda chhota sahi nasiba khota sahi banda chhota sahi dil ye khazana hai pyaar ka haai allah surat aap ki subhan allah
duniyaa waalon ik abla ki dukhi kahaani sun lo haar jeet to khoob huyi ab meri jabaani sun lo gali gali seeta roye aaj mere desh mein seeta dekhi raam dekha aaj naye bhesh mein aaj naye bhesh mein gali gali seeta roye aaj mere desh mein seeta dekhi raam dekha aaj naye bhesh mein aaj naye bhesh mein tumne naam sunaa dukhiya main use dekh ke aayaa hoon tumne naam sunaa dukhiya main use dekh ke aayaa hoon o desh ke behnon bhaiyo main ik nayi shikaayat laaya hoon o desh ke behnon bhaiyo main ik nayi shikaayat laaya hoon ye hai maata ye hai biwi dukhiya jeeti jaagti roothe huye naath se ye khoya pyaar maangti roothe huye naath se ye khoya pyaar maangti gali gali seeta roye aaj mere desh mein seeta dekhi raam dekha aaj naye bhesh mein aaj naye bhesh mein uski leela dekh ke koi iski leela jaane naa uski leela dekh ke koi iski leela jaane naa piya yahaan preet yahaan par koi pehchaane na piya yahaan preet yahaan par koi pehchaane na aage badh ke dekh deewaane tu hi iskaa
mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai kismat teri reet nirali kismat teri reet nirali o chhaliye ko chhalne waali phool khila to tooti daali jisse ulfat samajh baitha meri nazron ka dhoka tha kisi ki kya khata hai kisi ki kya khata hai mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai maangi muhobbat paayee judaai maangi muhobbat paayee judaai duniya mujh ko raas na aayi pehle kadam par thokar khaayi sada azaad rehte the humen maloom hi kya tha muhobbat kya bala hai muhobbat kya bala hai mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai
oooooooooo ooooo oooooo ooooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm meri jaan meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye par dil humin ko dijiye par dil humin ko dijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye kabhi to hum se kar lo do baaten pyaara mukhda mod ke tum kaho to dharti pe laa doon chaand taare tod ke par ye waada humse kar lo jaaoge naa chhod ke kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye yaad aa kar teri jo tadpaaye to koi kya kare tera daaman naa haath mein aaye to koi kya kare chandani bhi aag ban jaaye to koi kya kare meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye par dil humin ko dijiye par dil humin ko dijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye meri jaan
ooooo ooooo oooooo ooo teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe raho door door tujhe paana hai zurroor teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke baadal barse duniyaan jaane baadal barse duniyaan jaane baadal barse duniyaan jaane ankhiyaan barse koi na jaane dil ki lagi ko dil hi jaane raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe raho door door tujhe paana hai zurroor teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke kis chhaliye pe yeh dil aaya kis chhaliye pe yeh dil aaya kis chhaliye pe yeh dil aaya patthar se sheesha takraaya na woh apna na woh paraya raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baaje Paayal Chhun Chhun Chhalia (1960) 03:31 12975
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:31   Song Number : 12975   

Chhalia Mera Naam Chhalia (1960) 04:01 20283
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20283   

Dum Dum Diga Diga Chhalia (1960) 03:18 20410
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 20410   

Gali Gali Seeta Roye Chhalia (1960) 05:04 36109
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:04   Song Number : 36109   

Mere Toote Huye Dil Se Chhalia (1960) 04:11 20937
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:11   Song Number : 20937   

Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye Chhalia (1960) 03:26 12974
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Nutan, Raj Kapoor
Duration : 03:26   Song Number : 12974   

Teri Raahon Mein Khade Chhalia (1960) 04:04 12973
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:04   Song Number : 12973